Posts

Showing posts from June, 2020

Best poem on Friends

DOSTO KA SAATH Kitna gajab ka ye phera hai, Pata Ni zindagi kya Khel-Khel Raha hai; Kabhi tha udas yaha, Aur kabhi mil Raha dosto ka mela hai..   STREE SAMMAAN Aurat hai wo koi Khel Ni Khelo nahi varna haroge hee: Stree hai wo tumhari maa behen bhabhi Izzat karna tum seekho Abhi.     MAA KA PYAAR Ek Teri hee Mohabbat yaha sachi bai,   Kya dekha kabhi us sa farista kisine Kahi hai? Baki duniya ne ishq me sart hai Rakha: Wo maa thi jo beswarth pyar karti hai.   YOU MY WISH I wish you could see; The rush in me that I used to feel, No matter what you said to me, I know to love you till the end, You are the only thing that I used to think.   MALIK Ya Malik tere dar pe hu   Kabhi toh Apne Didar Kara: Mana galtiya bahut ki hai,   Magar har pal tera khauf raha…   NEEND Hai kaha wo ghum gayi, Na jane kaha chup gayi; A Raat kaali mujhe tu mat satta, Meri neend mujhe wapas kar ja… F...

Poem

  MEHMAAN Gayab ho jate hai wo, Intezar karna acha lagta hai Pach   dus   minute   ka kya baat   Ye nachiz   zindagi   bhar ka mehman ban Sakta hai..       MILNA HUAA Udas tha ye jo chehra   Aaj hai wo has Raha   Dundh Raha tha dost ye   Aur uska tumse milna huaa       BADAL RAHA INSAAN KYA BADAL RAHA HAI मौसम YA PHIR BADAL RAHA HAI HAAL HAI J0 SOCH RAHE HO CHHODO USSE KYUNKI BADAL RAHA INSAN HAI       MAUT KI CHAH Teri kami aaj kuch is kadar khalti hai, Har pal aankho me nami jhalakti hai; Ha mana Dil wo legyi hai mujhse cheen ke, magar koi ye bata de….maut aane me kitni deri hai     MAUT SE BEKHAUF Kya Khushi hai un aankho Me Kya Man me bhara wo mauj tha Jab maut aayi dar pe to Usne kaha-aapse Milne ka na koi khauf tha.   WAQT Waqt pe waqt Badal jata hai, Waqt pe waqt badal jata hai…..   Kabhi waqt ...

Poem that touch your heart

Image
KARAM Karma Kya hua Jo tu hai Ruth Gaya Aisa bhi kya afsos hua Tere karam tune kiye Hain Jo bhi hai iise Aashish de Kya hua Jo jag hai Has Raha Tu apne mein majboor reh Ye jag ki batain chhod de Apne karam ke path pe badhta tu reh   Aaj jo hai batain karte Kal vahi Teri tarif Karen Tu kar kuch Aisa jisko dekh duniya ye Teri misale de Hatash Ho na baith tu Tere karam maile nahin Jo bhi tu Karta , wo Karta reh Jag ki laaj se khud Ko dhak ke reh....                     -Gourav     DOST Ye Insan Ni Bhagwan hai Mere sath hai meharban hai iise dost Ni Mai bolta Ye mere dekho Jahan hai                     -Gourav     ANJAAM KA ILZAAM Mai kya tha aur ab Mai kya hu Ye soch tu bane anjan kyu Aaj mere iss anjaam ka De Raha Mai tujhe ilzam hu ...